
Har Lamha Ho,
har jhokon main gum ho.............
us hawa ki baat hin kya,
jiski khusboo tum ho..................
kya byaa karen apko,
apko kya alphaj de............
jo khud noor ho,
unhe kya hum taj de...........
kuch likhta kahn,bas sapne taraste hain.. unke dard ko ankhon se chupata hun, kambakht!kalam se baraste hain..
No comments:
Post a Comment